Showing posts with label whatsapp messages. Show all posts
Showing posts with label whatsapp messages. Show all posts

Whatsapp Messegage,

Ek REXONA Naam ki Ladki Thi...
Jiske Parents ka Naam DAYNA or
CINTHOL Tha.....
Ek MARGO Naam ka ladka Tha Jo
REXONA Ko
Love  Karta Tha or REXONA Bhi
MARGO Ko Apna
LIFEBOY Banana Chahti Thi.....

Dono Ka Love PEARS ki Tarah Bilkul
Saaf Tha....
1 din Dono ki Shaadi BREEZE
Garden Mein
Hoti Hai.....
Shaadi Mein DETTOL ,
MEDIMIX,
LUX, FAA ,
NIRMA ,
VIVEL,
DOVE bhi.
Aate Hai.
Shadi ke kuch Sal Bad Unke Judwa
Bache Hote Hai Jinka Naam Hota Hai...
JONSON &JONSON.
Haso Mat...
Ye Ek Tarika Tha Aapko Batane Ka
Ki market
Mein bahut type ka saabun milta
hain...
Nahaa Liya Karo........
Thand sab ko lagti hai... Sirf aapko nahi !!!
Enjoy the winters...